Menu

Drop Down MenusCSS Drop Down MenuPure CSS Dropdown Menu

Advise

Please Use Google Chrome Or Other excepting UC Browser

Rajasthan Student's Corner

Please Click on Student Corner at the main menu 

 

 

Thank You.  .  .

74 comments:

  1. Sir mera LDC grade-II me selection ho gaya h. Me bharatpur ke jaat category se belong krta hu. LDC ke form fill krte time me obc me aata tha but ab me general category me hu.mene rpsc k detail form jiski last date 7 April 2017 thi m bhi obc category fill ki h. Or mere pass obc certificate 2014 ka h. Sir ager ye badi problem h to sir please eska solution bata do. Ki muje ab kya Krna chahiye jisse ki mere selection m problem Na ho.

    ReplyDelete
  2. देखो नीरज जी अगर आपका सिलेक्शन जनरल कैटेगिरी से हो अरह है तब तो कोई प्रॉब्लम है ही नहीं | और अगर आपके सिलेक्शन का कारन obc कैटेगिरी है तो फिर ये निर्णय आयोग के हाथ में है की कैटेगिरी 2013 की मान्य होगी या फिर वर्तमान समय की |

    ReplyDelete
  3. Are bhaiyo koi tnsn mat karo yaar RPSC Selected or kahe ki mehnati candidates ke saath hoti hai hamesha so sab ko posting milegi . . .

    ReplyDelete
  4. Ya You Right dear Anonymous

    ReplyDelete
  5. Rpsc ldc per koi stay aaya h kya

    ReplyDelete
    Replies
    1. ji sir bilkul bhi nahi aisi koi news nahi hai or shyad aisa kuchh ho bhi nahi sakta

      Delete
  6. Sir kya LDC ko augst tak Posting dene ki baat sahi hai ??

    ReplyDelete
  7. Ji shyad Rpsc me poochha to tha or july augst tk bata rahe the

    ReplyDelete
  8. Rpsc me kaha or kise poochha

    ReplyDelete
  9. Rajendra ChoudharyApril 9, 2017 at 11:30 PM

    This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  10. Jaha jama karwaya tha vahu

    ReplyDelete
  11. Hi blogger good night

    ReplyDelete
  12. Sir patwari main ka result kB tak aa RHA h..

    ReplyDelete
  13. Asgu ji Patwar ka rslt jaise hi sbc ka mamla sulajhta hai hld se jld aane ki sambhavna hai

    ReplyDelete
  14. rpsc ldc me kha posting milegi kis kis department me ... agar bta skte ho to sbhi subordinate department ki vacant ldc post ki detail bhi btana .... preference ka kya role rhega home district me kya preference lagu hogi......

    ReplyDelete
    Replies
    1. जी सबसे पहले तो कृपया अपना नाम लिखा करे जिस से की आपको संबोधित करने में हमें आसानी हो
      और सम्बंधित विभाग क्रमशः निम्न प्रकार से होंगे
      1. अल्प संख्य मामले
      2. आपदा प्रबंध एवेम सहायता
      3. आबकारी विभाग
      4. आयुर्वेद विभाग
      5. आयोजन विभाग
      6. आर्थिक एवेम सांख्यिकी निदेशालय
      7. उच्च शिक्षा विभाग
      8. उध्यान विभाग
      9. उद्योग विभाग
      10. उर्जा विभाग
      11. कला और संस्कृति विभाग
      12. कृषि विपणन निदेशालय
      13. कृषि विपणन बोर्ड
      14. कृषि विभाग
      15. खेल एवं यूवा मामलों का विभाग
      16. खाद्य विभाग
      17. कड़ी ग्रामोद्योग बोर्ड
      18. खान और भूविज्ञान
      19. ग्रामीण विकास विभाग
      20. चिकित्सा , स्वास्थ्य एवं परिवार कल्याण विभाग
      21. चिकित्सा शिक्षा विभाग
      22. जन स्वास्थ्य एवं अभियांत्रिकी विभाग
      23. जनजातिय क्षेत्र विकाश विभाग
      24. जयपुर कलेक्ट्रेट
      25. जल प्रबंधन
      26. डी.पी. आई.पी.
      27. तकनीकी शिक्षा विभाग
      28. देवेस्थान विभाग
      29. पंचायती राज विभाग
      30. पंजीकरण और स्टाम्प
      31. प्रदूषण नियंत्रण बोर्ड
      32. पर्यावरण विभाग
      33. परिवहन विभाग
      34. पेंशन विभाग
      35. पशुपालन विभाग
      36. मत्स्य विभाग
      37. महिला एवं बाल विकास विभाग
      38. योजना विभाग
      39. राज्य बीमा एवं भविष्य निधि
      40. राजस्थान राज्य पथ परिवहन निगम
      41. राजस्थान सहकारी डेयरी फेडरेशन
      42. राजस्थान हाउसिंग बोर्ड
      43. राजस्व विभाग
      44. रोजगार विभाग
      45. वन विभाग
      46. वाणिज्यिक कर विभाग
      47. विज्ञान एवं प्रोध्योगोगिकी विभाग
      48. वित्त विभाग
      49. विशेष योग्यजन विभाग
      50. श्रम विभाग
      51. शिक्षा विभाग
      52. सूचना एवं जन संपर्क विभाग
      53. स्थानीय निकाय
      54. सहकारी विभाग
      55. सामाजिक न्याय एवं अधिकारिता विभाग

      Delete
  15. bhai rpsc rscit me 15-09-2013 k bad admission walo ka kya karegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. ji sir jiska bhi crtfct 23-oct-2016 se pahle prapt ho chuka hai un sabhi ko RPSC niyukti degi .

      Delete
  16. unhe legi ya nhi plzz reply

    ReplyDelete
    Replies
    1. ji bilkul wo sabhi niyukti ke hakdaar honge isme koi shanka nahi hai .

      Delete
  17. Sir rpsc me jo rit lagayi gayi h inki sunvai ki next date kab h

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai ji abhi to Rajasthan highcoart site par aisi koi detail hainahi jo hai wo abhi do hi rit di gai hai jo ki feb. 2016 ki hai jo ki disposed ho chuki hai .

      Or koi new rit abhi bata nahi raha hai or jyada enquiry kal tk kar ke batate hai okk ji

      Delete
  18. Replies
    1. upar image dali hai usme dekhe only do rit hai rpsc ke khilaph jo ki feb ki hai
      or wo bhi disposed ho chuki hai

      Delete
  19. Replies
    1. koi prblm tnsn mat karo sb kuchh jaldi hi khatam ho jayega.. i mean jaldi hi posting de di jayegi

      Delete
  20. sir aapne kaha ki rpsc un sabhi candidates ko niyukati degi jinke pass 23-oct-2016,se pahle tak rscit ka certificate h , to kya rpsc ne vigyapati ka press note nikala tha uska koi ochitya nhi h

    ReplyDelete
  21. rpsc,ne apni vigyapati me anivarya yogyata ke niche ek note de rakha h,uska 3rd point ka kya matlab rah jaega phir

    ReplyDelete
  22. or uske lie rpsc ne uske niche ek clearification note bhi de rakha hai
    jisme likha h ki...
    ispastikaran:- yah ispast kia jata kai ki ukat suvidha ka ve hi candidate upbhog kar sakenge jo candidate application form ki last date tak pad ki vanchhit yogyata ki pariksha ke last year me admission le chuke honge & pad ki vanchhit yogyata ki last year ki exam me sammilit huye ya sammilit hone wale ho

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ji kattappa ji iska javaab to RPSC hi de. . . Lekin Rpsc enquiry Office ke anusaar 23/10/2016 tk jinko ctfct prapt ho chuka tha unko koi prblm nahi hai

      Delete
  23. Sir rpsc me kab tak joining mil sakti h ldc ki

    ReplyDelete
  24. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  25. rpsc ki revise list aa gyi h

    ReplyDelete
    Replies
    1. waiting list hai ji kattappa ji wo . . . . . . .. .. .

      Delete
    2. haan rajasthan competion ji waiting list hi h

      Delete
  26. Bhai jo phle select the un per reserve list ka koi prabhav thodi padega

    ReplyDelete
  27. Bhai jo phle select the un per reserve list ka koi prabhav thodi padega

    ReplyDelete
  28. sir jinka final result me number aa gya tha unka waiting list me bhi number kyo aaya h
    for example..Roll.No.- 246441,409839,242471,...etc.

    ReplyDelete
  29. Ji kattappa ji ye unke roll n. Hai jinka pahle sbordnt me huaa tha aur ab inka sbrdnt se scrtrt or rpsc me hone k liye waiting me rakha gaya hai

    ReplyDelete
  30. Sir mene racit ka exam oct2013 me dediya tha kya mujhe koi prob ho sakti h kya

    ReplyDelete
  31. Sir mene racit ka exam oct2013 me dediya tha kya mujhe koi prob ho sakti h kya

    ReplyDelete
    Replies
    1. koi problem nhi h sir ji,rscit me admission hona jaruri h 15-09-2013 se pahle ka,
      pass to chahe aapne 23-oct-2016 se ek din pahle kia ho,koi fark nhi padega,mene rpsc me bhi try kr lia h or lawyer se bhi baat ki hai... aap tension free rhe agr apne exam oct-2013 me de diya tha to admission to 15-sep-2013 se pahle ka hi h

      Delete
    2. rpsc form me admission ka proof mang rhi h,vo attech kr dena koi dikkat nhi aayegi aapko

      Delete
  32. Sir mene mere form ke sath rscit ki marksheet attach ki h mere pass koi reg proof ni h

    ReplyDelete
  33. Or reg proof kese prapt kar sakta hu please tell me

    ReplyDelete
  34. Or reg proof kese prapt kar sakta hu please tell me

    ReplyDelete
  35. sir jis institute se aapne rscit kia h usne aapka form to fill kia hi tha tabhi to aapko learner's code /scholar code mile honge na jo ki aapki marksheet pr bhi diye hue honge,to uske pass jaye aur apne rscit ka filled form mange jiske lie aapne fee deposit ki thi or apni 10th ki marksheet bhi di hogi

    ReplyDelete
  36. Sir mene mera form 6ko submit kar diya marksheet ke sath ab koi prob thodi hogi mene uske sath reg proof ni lagaya

    ReplyDelete
  37. aapne form jama krwaya h to usme ek page iske lie bhi dia hua tha usme-"praptr-3" jisko sanstha pradhan ya rajpatrit adhikari se satyapit karwana tha

    ReplyDelete
  38. ye ab rpsc pr depend krta h ki vo iske lie aapko suchit kare ya nhi kare

    ReplyDelete
  39. Per marksheet me to result date hoti h wo usse andaja laga sakte h ki reg 15sep 2013 se phle ka h

    ReplyDelete
  40. haan andaja laga sakti h pr niyamanusar aapse vo bina proof k koi bhi action le sakti hai
    i hope ki aapko kisi paresani se na gujarna pade,pr agr koi dikkat rhe to aap court ki help le sakte ho kyonki aap puri tarah se niyukti k hakdar ho

    ReplyDelete
  41. praptr 3 ka tabhi to bharna aavashyk tha jab ki ab tak bhi apna ctfct nahi aaya ho ... . . koi prblm nahi hai sab ho jayega .

    ReplyDelete
    Replies
    1. ji bilkul dharmraj ji unhi k lie tha jinka certificate nhi aaya ho,pr aap ek baat bhul rhe h ki rpsc ne praptr-3 ki suvidha unhi candidate ko de rakhi h jinhone form ki last date se pahle admission le rakha ho.....har kisi k lie nhi

      Delete
  42. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  43. Sir Jr. Accountant ki new vacancy KAB tak aur litany aaj sakti h...

    ReplyDelete
  44. Ji vipin ji 1500 jr. Accntnt ki vacancy pass hone ke poore poore chance hai bs sbc ka mamla khatam ho jaye i mean Court ka faisla jaise hi aata hai vacancy ready hai. ..
    And now reply at below page

    https://rajedu043.blogspot.in/2017/04/rajasthsn-students-corner.html

    ReplyDelete
  45. Sir junior acc ko kab tak posting mil rahi h

    ReplyDelete
  46. Sir junior acc ko kab tak posting mil rahi h

    ReplyDelete
  47. Han ji ab prakriyadheen hai maamla dekhte hai kb tk de dete hai. . .

    ReplyDelete
  48. Jr acc me kya court ka final faisla aa gaya kya sir

    ReplyDelete
  49. Jr acc me kya court ka final faisla aa gaya kya sir

    ReplyDelete
  50. Ha ji neat & clean mamla hai ab. . .
    Now reply on

    https://rajedu043.blogspot.in/2017/04/rajasthsn-students-corner.html

    ReplyDelete